ATM ki Samasya

ATM ki Samasya
Bhanja - Are Mama Aaj Gaon ka ATM band ky hai,
Mama - kya batauu Bhanje, tumhari Mami boli ki aaj main khud ATM se Paise Nikalungi...
Bhanja - ye to achhi baat hai na Mama
Mama - Yar us ATM ki Screen par jase hi likha aaya 'Enter your PIN' to teri Mami ne apne Baloon ka PIN fasa diya...

*********

MAMA - oye Bhanje Machli khayega?
Bhanja - Nahi Mama usme kaante hote hain.
MAMA - Oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena...

Labels: , , , ,