Sarabi Aadmi ke Dumdar Chutkule

Pappu - Agar Gadhe ko Sarab aur pani dono pine ko diya jae to Gadha kya piyega
Sarabi - Zahir hai Pani hi piyega
Pappu - kyu?
Sarabi - kyoki wo Gadha hai...

*********

Ek Sarabi Hotel main jata hai aur puchta hai
Garam kya hai ?
Vaiter - Chaumin
Sarabi - Aur Garam
Vaiter - Soop
Sarabi - Aur Garam
Vaiter -Garam Pani
Sarabi - Aur Garam
Vaiter - AAG ka Gola hai Sale...
Sarabi - Laker aao... bidi jalani hai

Labels: , ,